Thursday 30 July 2015

सिविल सेवा की तैयारी हिंदी माध्यम से .. By Pratyush Kumar '

सिविल सेवा की तैयारी हिंदी माध्यम से ..

Aaj Mai Aap Log Ko kuch Sahayak Pustak Ka Naam Batata Hun Jise Padhni He Chahiye ... 

1) Bharatnama - Sunil Khillhilani
2) Bharat: Nehru Ke baad - ramchandra Guha
3) Bharat:Gandhi ke Baad - ramchandra guha
4) Satya ke Prayog - Mahatma Gandhi
5) Bharat Ek Khoj - jawaharlal Nehru
6) swarajya - Arvind Kejriwal
7) Ubharte Bharat Ki Tasveer - Nandan Keni
8) Sanskriti Ke Char adhyaay - Ramdhari singh Dinkar
9) Sanskriti Ka Prashn- J Krishnamurti
10) Samay Or Sanskriti - shayamcharan Dubey
11) Kiski sadi Kiski sahastrabdi - Azaz Ahmad
12) Is Andhere samay Me Vichar - Vijay Kamal

Ye saare Books Syllabus Ka Nhi hai Ye Books syllabus se hatkar Kuch Civil services Ke liye Upyogi Ho sakta hai ( For Writing Mains)
Or Vi Book Ho Sakte Hain Aaplog Ko  Padhna Chahiye Or Apne Gyaan Ko badhana Chahiye ... 
Tavi Aap itne Bheer Me Alag Dikhenge ...!